Search This Blog

Mai Aatma Hans Ban Gayi-Lyrics

Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne....
Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne....
Rim Jhim Rimjhim barasati.....
Rim jhim rim jhim barasati.. mujh pe paavan kirne... mujh pe paavan kirne....
Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne....

1. Sunehara prakash ghera faila hai mere charo or.....
Aanand hi aanand mein ho raha hai mann vibhor....
Surya mani ko yu niharu shaktiya mann me bhar ne......
Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne....

2. Pavitrata ke pankh lage hain sukh bhara hai mann me....
Udd chali hu Baba ke paas.. pyare meethe vatan me....
Nirmal dhaara sneh suman mehake mann upavan me...
Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne....

3. Prem Shanti aanand ke motiyon se mai saj gai....
Sneh ki Shehnai mere zehan me ab baj rahi....
Baba ki Baaho me samaye milan manau vatan me.....

Mai Aatma.... Mai Aatma hans ban gai...
Antar ko roshan kar ne..... Antar ko roshan Karne... Antar ko rooshan.. KARNE..




1 comment:

  1. Sabi manava jananga is vaaky ko darna karanese athama pavana hoga

    ReplyDelete

Featured post

O Madhuban Wale Baba - Reprised Lyrics with Video

O madhuban wale baba, o meethe pyare baba Bhala kaise bhulayein tera pyar Baba...baba Jo baba se kiya tha humne, vo vaada nibhana hai Bhala ...