Search This Blog

Shiv Piya Sath Hain - Lyrics

Shiv Piya Sath hain.... Shiv Piya Sath Hain...
Shiv Piya Sath hain More Shiv Piya Sath Hain
...

Geeta Gyan ki Barsat hain.......2
Shiv Piya Sath Hain... 2

Vo Najar me Hain.. Vo Jigar me Hain,
Saanso ke lambe safar me hain......2
Vo mere din Raat Hain....2
Shiv Piya Sath hain.... Shiv Piya Sath Hain...

1. Ye Ganga Jal Tan Mail Dhoye,
Man Ujwlit Prabhu prem se hoye....2
Rajyogi banaye vo banaye gyani...2
Gyani murli banaye mahadani...2
Lene aaye vikaari tere hath hain....
Shiv Piya Sath hain..Morey.. Shiv Piya Sath Hain...

2. Maine to barso ki hai tapasya,
Door karungi mai jag ki samasya...2
Aatma smajho to jag khel hai.. prabhu piya se yahi mail hai..
Kam - Krodh ki holi jalayen.....2
Narsingh unka ye avtar hai....
Shiv Piya Sath hain..Morey... Shiv Piya Sath Hain...







1 comment:

Featured post

O Madhuban Wale Baba - Reprised Lyrics with Video

O madhuban wale baba, o meethe pyare baba Bhala kaise bhulayein tera pyar Baba...baba Jo baba se kiya tha humne, vo vaada nibhana hai Bhala ...