Search This Blog

Nayi Subah ki Nayi Kiran - Lyrics with Mp3 and Video


Nayi Subah Ki Nayi Kiran,  Chalo re panchhi paar gagan
Bikhra kar ke kiran kiran, bula raha hai vo Praan Dhan
Aao Karle Prabhu Milan....

1. Nahi Deh na deh ka bhan, na to duniya ka hai dhyan
Aaye prabhu mein kho jaayen, ho jayen hum nek samaan
Maha mila  ki lagi lagan, Aao karlen prabhu milan
Aao Karle Prabhu Milan....

2. Door jagat se bahut hi door, apna vatan nirala hai,
Hai anant avyakt yahan, faila divya ujala hai
Pyaas bujhi sukh mila sajan
Aao Karle Prabhu Milan....

3. Man hi man mein, mulakaten, Ho rahi hai  meethi baatein 
Param jyoti se jyoti ki  sneh bhari ye barsaatein,
Baras raha sukh savan, Aao Karlein Prabhu Milan,
Aao Karle Prabhu Milan... 

4. Param shanti paayi vishraam, sankalpon ko mila viraam
Paramanand samaaya hai, kitna pyara shanti dhaam
Antarman ban gaya suman, Aao karlein prabhu milan,
Aao Karle Prabhu Milan...









1 comment:

  1. I want english transportation of above song.
    Please send me if anyone knows or have.

    ReplyDelete

Featured post

O Madhuban Wale Baba - Reprised Lyrics with Video

O madhuban wale baba, o meethe pyare baba Bhala kaise bhulayein tera pyar Baba...baba Jo baba se kiya tha humne, vo vaada nibhana hai Bhala ...