झलक तुम्हारी ओ प्यारे भगवन, पलक में भरके दिखा रहे हम
फ़लक से हम यही गा रहे,
कराने वाला करा रहा है, करनहार हम किये जा रहे
1. करन करावन हार तुम्ही हो, तुम्ही तो करते तुम्ही कराते
बने हैं हम तो निमित्त केवल, हम अपनी उंगली भल लगाते
उठा के अपने हाथों गोवर्धन, हमारी रक्षा किये जा रहे
कराने वाला करा रहा है...
2. है प्रसन्न प्रभु की पालना से, तुम्ही बने हो हमारे पालक
वाह जो है सारे जग का मालिक, हम उसके प्यारे बने हैं बालक
हुकमी हुकुम चला रहा है, हम सच्चे दिल से किये जा रहे
कराने वाला करा रहा है...
3. ये ज्ञान बुद्धि बल सब तुम्हारा, बस ध्यान इतना हमें है धरना
हम भी तुम्हारे, सब है तुम्हारा, अहंकार किस बात का कारण
तेरे हवाले कश्ती हमारी, बड़े प्यार से लिये जा रहे...
कराने वाला करा रहा है....
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jhalak Tumhari O Pyare Bhagwan, Palal me bharke dikha rahe hum,
Falak se hum yahi Gaa rhe..
Karane vala kara raha hai, karanhaar hum kiye ja rahe
1. Karan karavan har tumhi ho, tumhi to karte tumhi karate
Banein hain hum to nimitt keval, hum apni ungli bhal lagate
Utha ke apne hathon Govardhan, humari raksha kiye ja rahe
Karane vala kara raha hai...
2. Hai prasann prabhu ki palna se, tumhi bane ho humare palak
Wah jo hai sare jag ka maalik, hum uske pyare bane hain balak
Hukumi hukum chala rha hai, hum sachhe dil se kiye ja rahe...
Karane vala kara raha hai...
3. Ye gyan budhhi bal sab tumhara, bas dhyan itna Humein hai dharna,

Hum bhi tumhare, hai sab tumhara, ahenkaar kis baat ka karna
Tere hawale kashti humari, bade pyar se liye ja rahe..
Karane vala kara raha hai
Tere hawale kashti humari, bade pyar se liye ja rahe..
Karane vala kara raha hai
No comments:
Post a Comment