Search This Blog

Aavaj ki Dunia Se - Lyrics with Mp3


Aavaj ki Dunia Se, Chalen Door Kahi Door Chalen (2)
Chand Sitaron se, Door Kahi Door Chalen
Aavaj ki Dunia Se..

1. Jahan Deh ka, Dunia ka, Koi bhan nahi hai
    Jahan Gam Nahi, Halchal Nahi, Toofan Nahi Hai
    Badi Shan se, Khushiyon Se, Bharpoor Ho Nikle..
Avaj Ki Dunia Se...

2. Vahan naa koi samay ki Seema, Rishton ka naa koi bandhan
    Badi saloni si madhur shanti hai, Ye samjhe jaane hamara hi man
    Sabhi shaktiyan, atindriya such, Khazane hamein mile..
Avaj Ki Dunia Se...





No comments:

Post a Comment

Featured post

Baba Teri Yaadein Hain - Lyrics | Bk Songs Lyrics

Baba teri yaadein hain Mere jeevan ka sahaara Baba teri yaad hai Mere jeevan ka sahaara Main na dekhoon ab Ek tere siwa kahin aur na dobara ...