Search This Blog

Pana Tha Jo Pa Liya- Lyrics with Mp3


पाना था जो पा लिया, कुछ भी रहा न पाना
बाबा मिले तो मनवा, गाये खुशी का गाना
पाना था जो .......

1. लाख जतन करती है दुनिया , प्रभु को पाने में
करते हैं अति मेहनत भक्ति में होकर दीवाने
फिर भी मिला न उनको , शिव का सही ठिकाना
बाबा मिले तो मनवा....

2. करता है शुक्रिया सदा ही, हरदम दिल ये हमारा
चमकाया तकदीर का बाबा, तूने हर एक सितारा
जन्नत का हमको दिया, अनमोल ये खज़ाना
बाबा मिले तो मनवा....

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...2
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...
1. Laakh Jatan karti hai Dunia... Prabhu Ko pane
    Karte hain ati mehnat Bhakti me hokar deewane
    Fir bhi mila na unko... Shiv ka sahi thikana...
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...
2. Karta Hai Shukriyaa Sada hi ... har dam Dil ye hamara
    Chamkaya takdeer ka baba... Tune har ek sitara
    Jannat ka humko diya.. Anmol ye khazana
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...




No comments:

Post a Comment

Featured post

O Madhuban Wale Baba - Reprised Lyrics with Video

O madhuban wale baba, o meethe pyare baba Bhala kaise bhulayein tera pyar Baba...baba Jo baba se kiya tha humne, vo vaada nibhana hai Bhala ...