Prabhu pyar ki kashti mein baithe
Sangam yug mein aa gaye
Khoyi hui jaagir dil ki, Pyare prabhu se paa gaye
Prabhu pyar ki kashti mein baithe...
1. Beech bhanwar, aandhi toofan mein, fasi thi jeevan ki nayiya
Dukh ke baadal baras rahe the, thi nayiya bin khevaiya
Tab chhatra chhaya ban, Prabhu ki kirne
Har aur hamare chha gaye

2. Asim gam ke andhkaar mein, Sukh ke sooraj ko dekha
Kheech raha tha sneh Shiv ka, badal gayi jeevan rekha
Racha hai Rudra gyan yagya jo, man ko hamare bha gaye
Prabhu pyar ki kashti mein baithe....
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
प्रभु प्यार की कश्ती में बैठे संगम युग में आ गए
खोयी हुई जागीर दिल की, प्यारे प्रभु से पा गए
१. बीच भॅवर , आंधी तूफां में फसी थी जीवन की नईया
दुःख के बादल बरस रहे थे, थी नईया बिन खेवैया
तब छत्र छाया बन, प्रभु की किरणे, हर और हमारे छा गए
प्रभु प्यार की कश्ती में बैठे संगम युग में आ गए...
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
खोयी हुई जागीर दिल की, प्यारे प्रभु से पा गए
१. बीच भॅवर , आंधी तूफां में फसी थी जीवन की नईया
दुःख के बादल बरस रहे थे, थी नईया बिन खेवैया
तब छत्र छाया बन, प्रभु की किरणे, हर और हमारे छा गए
प्रभु प्यार की कश्ती में बैठे संगम युग में आ गए...
२. असीम गम के अन्धकार में, सुख के सूरज को देखा
खींच रहा था स्नेह शिव का, बदल गयी जीवन रेखा
रचा है रूद्र ज्ञान यज्ञ जो, मन को हमारे भा गए
प्रभु प्यार की कश्ती में बैठे संगम युग में आ गए...
No comments:
Post a Comment