Aye Dil Mere Tu Dheeraj Dhar, Ab Waqt Sunehra Aayega
Gam ki ye raat Khatam hogi, Sukh Bhara Savera Aayega
Gam ki ye raat Khatam hogi, Sukh Bhara Savera Aayega
1. Tu Apne kadam Badaye ja, Manzil ko paas bulayeja
Gar tu hai akela, fikra na kar, prabhu ko manmeet banaye ja
Apna kehkar ke Bulaya hai, Bade pyar se usne pukara hai
Baahon ko bada, uska Ban ja, yug yug ki pyas bujhaye ja
Us jaisa koi Yaar nahi, Vo poora Sath nibhayega
Aye Dil Mere Tu Dheeraj Dhar....
2. Himmat ka Daaman Chhod Nahi, Parvat Bhi rasta De dega
Saagar Bhi lahron se Lakar, Ratno se aanchal Bhar Dega,
Jab Mushkil Koi Aa Jaaye, Koi Raah Nazar Bhi naa Aaye,
Kaho Dil se mere Sathi Aa jaa, Vo Dauda - Dauda Aa Jaye
Vo Dauda - Dauda aa Jaaye
Saagar Bhi lahron se Lakar, Ratno se aanchal Bhar Dega,
Jab Mushkil Koi Aa Jaaye, Koi Raah Nazar Bhi naa Aaye,
Kaho Dil se mere Sathi Aa jaa, Vo Dauda - Dauda Aa Jaye
Vo Dauda - Dauda aa Jaaye
Haazir Vo hazaar bhujaon se, Har Mushkil teri Mitayega
Aye Dil Mere Tu Dheeraj Dhar
3. Andhiyaro ki ab Khair nahi, Ye kuchh pal ke Mehmaan hain
3. Andhiyaro ki ab Khair nahi, Ye kuchh pal ke Mehmaan hain
Kirno ke Rath pe hoke Sawar, Aa gaye Swayam Dinmaan hain
Lekar ke Bahisht hatheli pe, vo dwar pe dastak deta hai,
Bhagwan bane jinka sathi, Sachmuch vo bade hi mahan hain
Lekar ke Khayalon mein Khushiyan, Adharon pe Khushi, Bikhraye Jaa
Aye Dil mere Tu Dheeraj Dhar....
Aye Dil mere Tu Dheeraj Dhar....
No comments:
Post a Comment