Search This Blog

Param Jyoti Se Aatm Jyot Jaga de - Lyrics with Mp3 & Video



Param Jyoti  Se Aatm Jyot Jaga de...2
Chalo Shiv Pita se sabhi ko mila de .. 2
Sabi ko mila de..

Param Jyoti se......

1. Sahyog se saath mein sab ko le kar
Chalein sneh se hath mein hath dekar
Hum hai sabhi ke sabhi hai hamarae
Sada ke liya bhedh dil se bhula dae
Param Jyoti se......

2. Hum bhal par ek chamkte sitarae
Tan se hai nyare, pita Shiv ke pyarae
Ye sukh shanti ka dwar mangal dikhakar
Khoya khazana phir se dila dae
Param Jyoti se......

3. Prabhu se milae mann ki ye kamna hai
Satyam shivam sundaram bhavana hai
Bano aatma gyani ho amrit sa vani
Ye sandesh Shiv ka sabhi ko suna de
Param Jyoti se......







No comments:

Post a Comment

Featured post

O Madhuban Wale Baba - Reprised Lyrics with Video

O madhuban wale baba, o meethe pyare baba Bhala kaise bhulayein tera pyar Baba...baba Jo baba se kiya tha humne, vo vaada nibhana hai Bhala ...